SayedFidaHussainShah
November 12, 2008, 04:49 PM
Lallu Bhai Ka Kia Kehna
baton ke woh bane rasia,
takla un ka sar bhi wah wah
un ki zibaan mumbai ka halwa
un ki shikil Rakhi Sawant Jaisi
tabeeat ke nahi woh chaalu
dekho to lagte hain bhaloo
un ka accent aisa jaisa
Mumbai ke moon soon jaisa
akser woh aate hain nashe mein
Shah Rukh Ban ke kehtay hain
i m ever green superstar
ussee waqt un ko Bhabhi ji
kharee kharee sunaatee hain
un ka Goal Maal banatee hain
akser woh khaake dande
kerdete hain dhoti mein anday
un ki topi icecream ka piyala
jiss mein woh sar ko samate hain
un ka man ghobhi ka phool
her waqt badboo phelaate hain
is umer mein bhi akser kerke
dance mein pappu banjaate hain
Lallu Bhai ka kia kehna
Lallu Bhai ka kia kehna
baton ke woh bane rasia,
takla un ka sar bhi wah wah
un ki zibaan mumbai ka halwa
un ki shikil Rakhi Sawant Jaisi
tabeeat ke nahi woh chaalu
dekho to lagte hain bhaloo
un ka accent aisa jaisa
Mumbai ke moon soon jaisa
akser woh aate hain nashe mein
Shah Rukh Ban ke kehtay hain
i m ever green superstar
ussee waqt un ko Bhabhi ji
kharee kharee sunaatee hain
un ka Goal Maal banatee hain
akser woh khaake dande
kerdete hain dhoti mein anday
un ki topi icecream ka piyala
jiss mein woh sar ko samate hain
un ka man ghobhi ka phool
her waqt badboo phelaate hain
is umer mein bhi akser kerke
dance mein pappu banjaate hain
Lallu Bhai ka kia kehna
Lallu Bhai ka kia kehna