shamaazs
December 1, 2006, 04:47 PM
sab se pehle 500 grm chawal ko namkeen pani main ubal leen .jab chawal ubal jain to in ko aik bartan man nikal kar said par rakh deen ta kai chawal k
shushk ho jain
2..aik cup oil leen. ab aik bartan main 2 piyaz ko light brown kareen.hasbai zaika mirch .haldi. namak.jalatri.aur jaifal daal kar masala tayar karen.ab 500 grm chiken add kar ke dhora sa pani daal kar kuch deer ke liye dam par rakh deen .jab chiken gal jaye to chiken main mojood pani ko khushk kar leen aur masala rehne deen
3......teesre merhale main 2 ghajar.1 peace of band ghobi..2 peace of shimla mirch le kar chotay size main kat leen.aik saz pan main 2 chamach oil le kar in sabzion ko bon leen isi doran saz pan main chawal add kareen ab is main 2 chamach soa sos add kareen aur achi tarhan bonen.
4...ab aik khali bartan leen aur is main half chawaloon ki aik teh chawal bicha deen ...ab aap ke pass jo chiken ka masala taiyar hai us ki teh bicha deen aur baqi ke total rice us ke upar daal kar daanp deen kuch deer ke baad dhakan utha kar biryani ko achi tarhan mix kar leen ta ke sab chezeen mix ho jay .
aap ki biryani tayar hai
ingredient
rice 500g
onion 2
namak
mirch
haldi
jalwatri
jayfal
chiken 500g
oil 1cup
oil 2tab sapon
ghajar 2
band ghobi 1
shimla mirch 2
Muhammad fishan
Pakintan