aaj unhoun nay hamaray saath kuch aisaa kiya jis say hum toot gayay humein patta tha k yeh ek mazaak hay
lakin mind nay naaa maana aur dil baar baar sirf ek hii sadaa laganay laga yeh jhoot hai yeh jhoot hay
unhay to kuch ahsaas nahin hua k unhoun nay kia ker dia
lakin hum say poocho us k baad humaray saaath kia hua hum
soo baar tootay
un k pyaar nay shair tak bana diya
lia kalam aur un kaa pyaar bana diya
dil say sirf ek hii awaaz aati hay
kab milain gay tumhein tumhaari yaad sataati hay
abhie bhi yahee poochtay hain naa k yeh hum hain
naaa misss ajeeb to nahin hain naaaa
wo samajh gayay k hamaraa matlab kia hay
lakin phir bhi khamosh hain
aur thats it i am a shair now ......
__________________
...
|